Tu Hi Sahara | Dayanidhi Rao | Lamhey

Prabhu Tu Hain sundar, Mera dil ka Khajana
tu hai adbhut mere dil kit chahat

aur main tujhase karta hun pyar
lahro main tu hai, tufano main tu hai
jab dube meri naya tu hi saharra
andhrero mai bhi tu hai, akele pan mai bhi tu hai
har gam mai tu hi hain mera sahra
mera sahra tuhi mera sahara

Yeshu Yeshu mukti data hain tu
Yeshu Yeshu jivan data hai tu   x2

aur main tujhae karta pyar
parbhu tujhae karta hu pryar
lahro main tu hai, tufano main tu hai
jab dube meri naya tu hi saharra
andhrero mai bhi tu hai, akele pan mai bhi tu hai
har gam mai tu hi hain mera sahra
mera sahra tuhi mera sahara

Yeshu Ke Naam Se | Dayanidhi Rao | Lamhey

Ye Kya Hua Kese Hua
Sab Kuch Kho Gaya

Choto Thi Meri Gudiya
Pyari Si thi Meri Gudiya
Sapno Ke tare Base the Ankho Me
Har Dil Ki Thi Woh Dhadkan
Ekdin Karegi Voh Roshan
andhero se Bhara Un Raho Ko
Jalti Hui Diya Ko Tune Buza diya
Nanhi Si Meri Jaan Ko TuneSula diya

Yeshu Ke Naam Se Karte Hai Maaf Tuze
Baha na Chodde Lahu Ki Nadiya

jeeun To Aab Mein Kiske Liye
Dase Mujhe Suna pan
kya tha kasu Jara Ye To Batao
Ujada Kun Mere Aangan
Chira mere sine Ko Chira Mere Dil Ko
Ek Chalti Firti Lash Mujhe Tune Ban Diya
                       Yeshu Ke Naam Se…….

Aash Ye Ashi Kitne Dil Mein Liye Sab Aapne
Dekh Rahein Kal Ke Bacho Mein,
Khil Ne Do In Klion Ko Mahekne do In Fulo ko
Todna Lena In Ko Baag Se
Aatank Ki Raho Par Chlna Tu Chod De
Nafrat Ki Si Aag ko Ab Tu Buza De
                       Yeshu Ke Naam Se…….

Aaj Yeshu Zinda Hai | Dayanidhi Rao | Lamhey

Aaj Yeshu Zinda Hai Ham Batane Aaye hai
Ha Hum Batane Aaye Hai
(hosanna)

Jab Yeshu Dunia Mein Tha Codhi ko Changa Kiya,
Jab Yeshu Dunia Mein Tha Murde ko Zinda Kiya.
                                                           aaj Hum Batane……

Aawo Abhi Aao Sabhi Woh Bulata hai
Jeevan ki Raho Par Chalna Sikahta Hai
                                                          aaj Hum Batane……

Tu Ne Yeh Kya Kiya | Dayanidhi Rao | Lamhey

Dhal Ne Lagi thi Saam,
Nav Chalne lagi
Fir achanak Se Aaye tufan
lahre bhi uthne lagi
dar se kahne lage, kya hoga hamar hal
Mout ki In Lahro Se Kon Lagaye ga Paar

Uswakt sath sath tu tha
aaj bhisath sath tu hain
Ek ishare se sab kuch ho gaya sant Tu Ne Yeh Kya Kiya…..

Sero ke Bich Mein Feka Gayatha Woh
Raja Ke samne sar na zukaya tha woh
mout ke Jab bich se pukara woh tera name
bhej kar tune swarg dut bandha sero ke muh
                                  Uswakt sath……..

Prabhu Tere Samrth Se ye Kya kiya
Prabhu Tere Sakti se ye kya kiya…
                                  Tu Ne Yeh Kya Kiya…

Ashisish Tujh se | Lamhey | Dayanidhi Rao

Ashisish Tujh se Mangte hai Ekhuda,
Tu Hai Jinda Mashi Sun le ye duaa

Aye hai Hum Tere charno Main,
Karte hai Hum Teri Stuti Mahima
Aatma se Bhar de Hamein
Takat Aur bal De De sab main
                               Ashisish Tujh……..

Jab Main ne Socha Main nirbal Hun
Prabhu Yeshu Ne Tab mujh se Kaha
Samarthi Prabhu Sakti Dene vala
Mein Yeshu Mashi Tere Sath Hun
                             Ashisish Tujh……..

Har Woh Lamhaa | Lamhey | Dayanidhi Rao

Har Woh Lamhaa Tere sath bitavu,
har woh ghadi tu mere sath hai.

Har pal main saase loon Main Tere Naam Ki,
Sirf Yeshu yeshu Nam Ki.
                                 Har Woh Lamhaa…….

Jeevan Ki har ghadi Sangharsh Se Hasi Bhari,
Sakti Mujhe de Prabhu.
Taki Mai Harjang Ghutno Main aake,
Jitu Main Tere Name Se
                                Har Woh Lamhaa…….

Tujh main Meri Sanse hai
Rachna Tu hain Mera
Kabhi Na Akela Hai Tu
Akho Ka Tar tu Mera pyara
Sine Se rakta tujhe
                               Har Woh Lamhaa…….

Koi Kahiy Mujhe Paagal Deevana | Lamhey | Dayanidhi Rao

Koi Kahiy Mujhe Paagal Deevana
Koi Kahiy Mujhe Aashik Pravana
Koi Kahiy Is ka Hain Na Koi Thikana

Kahlo Jo Tum Dil Chahai
Yeshu Ka Pyar Hai Sagar Se Gahra
Barsata mujh Par Samarth Savera
voh Hai Mera Mai Hun Usika
                          Koi Kahiy Mujhe……

Chand Aur Sitare Kitne Hai Pyare
Racha Hai Tu ne Hi Unhe
Nile Nile Gagan Panchi Pyaare
Yebhi Bhai Hai Tere Hi saare
Parvat Samandar Tune Sajaya,
Har rang Se Mere Hi Khatir
                          Koi Kahiy Mujhe……

Teri Har Shristi Se Me Hu Ucha,
Sabse  Mai Pyara Hu Tera
Svarg Se Tharti Tharti Se Suli
Chadha Tu Mere Hi Karan
Gaunga Main
Nuchu Bhi tere Liye hi Prabhuji
                          Koi Kahiy Mujhe……

Tera Pavitra lahoo Mein | Lamhey | Dayanidhi Rao

Tera Pavitra Lahoo Mein Mukti ki aash Hai, Jeevan Ki Asha hain
Ye hai Bhagya mera, Ye mera bahgya hai

Hai yeshu raja mukti data, dilmain aaja, tu aaj mere
Hai yeshu raja mukti data, dilmain aaja, tu aaj mere ban ke jeevan

Duniya Gunaho main Dubi hui Thi Tune Bacha liya
Paapo ke bich main Padi hui Thi Tune Utha liya
                                                       Tera Pavitra……..

Paapo Se Nafrat, Paapi Se Mahobat Karna Sikhaya tu
Dushman ko pyar Se Gale Lagana, Ye Bhi Sikhaya Tu
                                                       Tera Pavitra……..

Stuti Prashansa | Lamhey | Dayanidhi Rao

Stuti prashansa hove saada
bo jai jai jai yeshu ki jay

aavo ham milkar kare bandana
bo jai jai jai yeshu ki jay
                        o gaoo hale lujah…..

yahova chrvaha mera, hamein le chalta hai,
hari chriyo main, hame chala ta hai

hamein na kishi chij ki ghati hogi
hamein na kishi chij ki kami hogi

aavo ham milkar karain yeshu ki prashansha
aavo ham milkar karain yeshu ki mahima
                              o gaoo hale lujha…..

dekho va aaraha hai nyay karne ko,
aayega yashu jarur badlo par.

kya tum uskeliye tayar hu,
kya tum yeshu tayar ho.
                    aavo ham milkar……..