Khuda Ne Leke Mati Ko Usse Adam Ko Banaya | Ibtida Mein Kuchh Na Tha

Ibtida mein kuchh na tha
Usne sab kuchh hi banaya
Khuda ne leke mati ko
Usse adam ko banaya
Usme jo daali jaan
Mili usko pehchan
Banaya apne jaisa
Ban gaya wo insan
Wo khali bartan tha usme
Apna rooh basaya
Khuda ne leke mati ko
Usse adam ko banaya

Khudawand roz milta tha
Usse bag e adan mein
Adam bhi chalta tha
Hardum uske vachan mein
Khuda ne dekh ke tanha usko
Hawa ko banaya
Khuda ne leke mati ko
Usse adam ko banaya

Shaitaan ki baton mein aakar
Hawa ne fal jo liya tha
Ussne bhi khaya tha wo fal aur
Adam ko diya tha
Mohabbat ko khuda ki usne
Palbhar mein bhulaya
Khuda ne leke mati ko
Usse adam ko banaya

Hukum jo toda tha adam ne
Aur phir tha pachhtaya
Khuda ne bhej ke beta
Apna tha raah banaya
Yeshu ne chad ke suli pe
Humko khuda se milaya
Khuda ne leke mati ko
Usse adam ko banaya

इब्तिदा में कुछ ना था
उसे सब कुछ ही बनाया:
खुदा ने लेके माटी को
उससे आदम को बनाया
उसमे जो डाली जान
मिली उसको पहचान
बनाया आपने जैसा
बन गया वो इंसान
वो खली बरतन था उसमे
अपना रूह बसाया
खुदा ने लेके माटी को
उससे आदम को बनाया

खुदावंद रोज़ मिलता था
उसे बाग ए अदन में
आदम भी चलता था
हरदम उसके वचन में
खुदा ने देख के तन्हा उसको
हवा को बनाया
खुदा ने लेके माटी को
उससे आदम को बनाया

शैतान की बातों में आकर
हवा ने फल जो लिया था
उसे भी खाया था वो फल और
आदम को दिया था
मोहब्बत को खुदा की उसने
पलभर में भुलाया
खुदा ने लेके माटी को
उससे आदम को बनाया

See also  Jingle Bells Redeemed new Real Christmas song

हुकुम जो तोड़ा था आदम ने
और फिर था पछताया
खुदा ने भेज के बेटा
अपना था राह बनाया:
येशु ने चढ़ के सुली पे
हमको खुदा से मिला
खुदा ने लेके माटी को
उससे आदम को बनाया